Thursday, February 12, 2009

Shayari / Poetry

Hi Folks ,

Yes , It's been quite a some time I have posted something . Reasons : So many .... So better stay away from them .

Well , yesterday I had a chat with some of my friends and during our conversation , the topic slowly shifted to so called Aashiq's and Devdas . And gosh , I never knew that my friends had so much pain that they started writing the so called hindi shayari's .

Few of them I am writing it here for the GenX Dev D's and Aashiq's :

First it was
Rahul who had the first say :

Dard to kisi ko bahut hua hai…..dard to kisi ko bahut hua hai…
par kya karen zindagi ek jua hai……

Log kehten hain hum badal chuke hain…. log kehte hain hum badal chuke hain
par baar baar ye prove karne ki koshish kyun karte hain…..

Hum chahte the usko bahut ….. hum chahte the usko bahut…..
par aaj wo kisi ke paas chali gayi hai…..
hum kya karen aaj kal “Laali” ki paribhasha badal gayi hai….

Pankaj followed up with the reply :

Ashkoan ki barsaat de gaye wo jaate jaate, Aahon ki saughaat de gaye wo jaate jaate.
Dil ne chaha tha bhar lenge use baahon me, Aarzuon ki bouchhar de gaye wo jaate jaate.

Badhaya jo khadam maine use chhune ke liye, Raho me kanten bikhair gaye wo jaate jaate.
Lada tha maine dunya se jiski khatir, Hami par waar kar gaye wo jaate jaate.

Sanjeev joined the so called waar :

Ye kaisa hain waar jo dono ka dil dukhta hain
Pyaar tha kiya humne ek duje se, ye dono ka dil puchta hain.

And
Rahul again to sum up things !

Khade the jiske liye hum bahen failaye hue….khade the jiske liye hum bahen failaye hue….

Usi ko dekhte reh gaye hum jaate hue….

Lade the wo zamaane se jiski khatir … Lade the wo zamaane se jiski khatir
usi ka waar seh na paye wo uski khatir…. usi ka waar seh na paye wo uski khatir….

Pyar to bahut karte the wo unse….pyar to bahut wo karte the unse…
Par kya wo dar gaye mauke pe kisi se….


All I had to say :

Woahhhh ..... guys ..... Cheer up ! Valentine's Day coming your way .... All the very best !

Labels: , ,

posted by Munna / Rakesh @ 3:37 PM,


0 Comments: